Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question CHAR RAQAT NIMAZ KI JAMAAT MAIN AGAR TEEN RAQAT CHOOT GAYI TO KYA KARNA CHAHIYAY 
Answer Agar imam e jama’at chauthi(4th ) rak’at main ho or muqtadi(namaz e jama’at main shirkat kernay wala namazi) jaanta ho k agar imam k saath qiyaam ki halat main iqtida(jama’at main shamil hona) karay ga or al-Hamd perh’hay ga tu imam k saath ruku main shamil nah husakay ga tu ehtiyaat e wajib ki bina par zarori hay k ruku min jaanay tak intayzaar karay is k baad ruku main imam k saath shareek ho jaay or dosray sijday k baad jaiz hay k furadah(akayla) ki niyat ker k kharhay ho ker dosri ,tessri,or cauthi rak’atain perh ker namaz ko mukammal karain.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#1422 ).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.