Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question immabargah main maqam-e-namaz per mairay baitay ka 1 qatra pishaab tapak gaya..main us din jaldi main imambargah k carpet ko saaf nahi ker saki ab kafi din ho chukay hain or jaga ka bhi mujhay andaza lagana ho ga to is ka kia hal hai or mairi kia zimm e dari hai? plz reply me soon thanks. 
Answer Agar masjid ka carpet najis ho jay to zurari he k usay pak. Jis shaks ko pata chalay keh masjid ki zameen,androni or baironi chat or androni diwaar ko najis hogaya hay tu zarori hay keh is ki nijasat ko fauran door karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 887,892).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.