Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aqa Ali Sistani 
Question Muta k woh seeghay jo boy aur girl apas me baghair ksi gawah ya molana k parhtay hain woh konsy hain? woh seeghay bta den.plz reply as soon as posible 
Answer kunwari larki ka nikah mutta k liye apne walid ya dada se ijazat lena zaruri hai wrna mutta nahi hoga, Agr mard or orat khud Muta ka seegah perhna chahain to, nikah ki muddat (period) aur meher tay karney k bad pehlay aurat ye kahay k (زوجتک نفسی فی المدۃ المعلومۃ علی المھر المعلوم) (Zauwajtoka nafsee fil muddatil ma’loomati alal mahril ma`loom) Or os k baad merd foran marf kahe (قبلت)(qabilto) tu nikah ho jay ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2334-2343).Nikah men gawahon ka hona or nikah ka aylaan kerna wajib nahi hay balkeh mustahab hai, (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 3, Eidition 1417 hij) Update on dated 13-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.