Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatulla sistani 
Question 1 if shia girl had done nikah to sunni according to sunni way and divorce also done in sunni way 3 talaq at one time is nikah and divorce valid 2 if a Shia girl done nikah to shia boy on phone and never meet the boy or had intercourse then a boy recited talaq segah in front of 4 mens giving 3 talaq at one tine is nikah and talaq valid 
Answer 1) Agar nikah shia mazhab k tariqe say kiya gaya hai jis me sigha sazi aur deegar sharait par amal kar kay kiya gaya ho to nikah sahi hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah #2333-41 2)Phone par nikah karna sahi hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah #2335) 3) Agar sunni shohar apne sunni tariqe se apni shia bivi ko talaq de tu shia bivi ko talaq ho jati hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,jaded masail,maslah # 49) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.