Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question slam agha jan mary swal ye hn: Q1:kea lakri ke tasbeh,aqeeq ke tasbeh ya phr isi tra k or pathr jo hath ma pehny jaty hn un par sjda jaiz ha? Q2:agha jan meri dreams ma kafi saal ho gy hn hafty ma 1 dfa ya zaida snakes lazmi aty,diffeernt colours,big,smaal.kbi ma dar jata ho,kbi hansta ho kabi unko mar dta ho,kbi snakes mary sath play krty hn,kabi wo bhag jaty hn and point to note is that k tmam snakes mary village k ghar ma aaty hn jab k m living in pindi,plz btao kea wja ha?? 
Answer Sajda zameen par aur un cheezon par karna zarori hai k jo khaye aur pehni nahi jati ho aur zameen say ugti ho lekin halat-e-majboori me taarchol aur zaft par sajda karna awwal hai magar agar ye na hoto dusri cheez jin par sajda karna sahi nahi un par kar saktay hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah #1063) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Khwab ki tabeer: Agar kala sanp dikha ho tu bivi se dil khush hoga, or agar safeed daagh wala sanp dikha ho tu aulad hogi. Sanp bohot saare ird gird daikhe tu daulat se mala maal hoga.( Ref: tabeerur roya, pg#138-9). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.