Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name AGHA SISTANI 
Question SAALM MUTTA KYA HAI CONTRACT MARRIAGE OR US MAI KYA DIFFERENCE HAI? IS K FIQA JAFERIA MAI KYA HAQIQAT HAI KYA AB B MUJTAHIDEEN ISK EJAZAT DAITY HAIN 
Answer 1) Contract Marriage (Muta) me aap ko nikah ki muddat aur meher mo`ayyan karnay k baad nikah ka seegha parh saktay hain or ayatullah sistani d.b is ki ijazat dete hen or aap nikah ki sharaet par amal kar k muta karay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2334-35). 2)wo Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335). Update on dated 13-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.