Answer |
Abrashe kalbi ny imam Baqir a.s sy arz kiya kay mera beta nahi hai tou ap ny farmaya: har roz-o-shab ko 100 martaba istagfaar karo aur behtar hai ke is tarha parho:astagfirullaha-rabbi-wa-atubu-ilaih. (Ref: payam-e-shifa, pg#285) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |