Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question asslamoalikum kya ak waqat main 2 namaz parh sakty han to ager parh sakty haan to kasy kya tareeqa hai  
Answer Aik waqt main 2 namazain perhna jaiz hay.yani namaz e zuhar say farigh ho ker namaz e asr ko perha jay or isi terah namaz e maghrib say farigh ho ker namaz e isha ko perha jaay.or bay shak hamary nabee(s.a.w.w) nay is terah zuhar or asr ki namaz or maghrib or isha ki namaz ko baghair majboori k jama ker k perha tha.laikin afzal ye hay k tamam namazo ko alag alag on k fazeelat k waqt main perha jay balkeh awwal e waqt main perha jay. ( Ref : website ayatullaha sistani http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=112 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.