Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question fatiha padhne ka sahi tarika keya hai? 
Answer Fatiha parhnay k lie aik dafa surah e al hamd parhain aur teen martaba surah e ikhlaas parhain. Os k baad ye kahain “in suratoo ko parhnay ka sawab aaima a.s. ki khidmat mai hadya ho kar jo un sai sawab milay wo hamaray marhoom ki rooh ko phonchay, aameen ” (Ref : takeebat e namaz) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). http://www.qoitrat.org/Fateha/Default.asp 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.