Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khumeni 
Question Sahife kamela main safa no.363 par 4the Imam farmate hai ki ye maqaam namaze juma hamara haq hai jisko tune hamare liye khaas kiya tha aur logo ne ise cheen liya jab imaam dua me keh rahe hai ki ye mansab hamara hai to ye namaaz padhane ka haq sirf Imaame Zamana ko hai,aur kisi ko ye haq nahi ????????? 
Answer jummay k din insan zuhar k badlay 2 rakat namaz e jumma perhsakta hay laikin behter ye hay k namaz e jumma perhay or ehtiyaat e mustahab ki bina per namaz e zuhar bhi perh lay or ye ehtiyaat bohat matloob hay. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha khumeni (d.b.) masla # 733). Note: zarori hay k aap apnay mujtahid k fatway k mutabiq amal karain.in jaisi ahadees ka matlab ye nahi hay k namaz e jumma perhna haram ho.balkeh in ahadees se muraad ye ho k jumma imam(a.s) ka haq hay or bano umayya or banu abbas jaisay zaalim hukmaraan namaz e jumma ki imamat karain.is ko daikh ker imam(a.s) ka dil dukhta ho. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.