Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kapron ko pak karne ka kai tareeqa hai agar particular jaga ka pata ho?aur agar napaak jaga ka ilm na hoo tu pir kaisay paak kya ja sakta hai? 
Answer Agar kisi najis cheez ko kurr pani (384 liters) ya jari pani me is tarah dibo diya jaye kay pani is chiz kay tamaam najis maqamaat tak pohonch jaye to wo cheez paak hojati hai aur libaas ko pak karnay ke liye isay nichorna bhi zarori nahi hai aur agar badan ya libaas pishaab say najis ho jaye to ehtiat-e-wajib ki bina par isay kur say 2 dafa dhona lazim hai albatta jari pani say 1 dafa dhona kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah #153) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.