Answer |
Phone par nikah ho sakta hai Q k nikah mai sigah parhna zarori hai chahae phone par parhain ya saamnay parhain laikin faqat (nikah nama) likhna ehtiyat e wajib ki bina par kafi nahi hai.
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2328-2335).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|