Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name shadi problem 
Question A.A SIR mera masla yeh ha k main apni khala ki beti ko pasand kar ta hoon aur us say shadi karna chata hoon mere family aur us ki family walay kehtay hain ke meri cousin nay childhood main meri maa ka doodh(MILK) piya howa ha mera us say rishta nahi ho gaa.meri cousin nay yeh doodh meri sister k sath childhood main piya tha jo k mujh say 5years chooti ha. aur meri maa nay meri cousin ko sirf ek baar who bhi raat ke andhare main ghalty say meri sister samaj kar meri cousin ko doodh pilaya tha magar laga tar nahi sirf ek bar who bhi mistake say meri sister samaj kar doodh piliya tha. kuch k thought ha k mera meri cousin k saath rishta ho sakta ha kyon k us nay meri sister k saath dooth piya ha lekin mere saath nahi .ek do molvi say bhi meri baat howi jo kehtay haain k shadi kar sakta hoo .aap ka kya khayal ha tell me now koi quran ki surat ke hawalay bhi es problem k baray main batain.  
Answer Is sorat main aap ka nikah aap ki causin k sath ho sakta hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2428,2438). Update on dated 18-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.