Question |
Assalam-o-alaykum
agha sahab mera sawal ya hai k mein namaz pharta hon to duniya k khal bhot kasrat sayb atay hain or jo kam mujh ko yad nahi hoty wo namaz mein yad atay hai is k liya koi dua ya wazifa batain or dua mujh gunha gar ke liya bhi dua kijiye ga Shukriya |