Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Yes 
Question Q: Main na 13 Year sa 26 Year Tak Regular Sharab Pi Gai..... Is Choti Eid pa 2012 main 7-8 maheene pehle .... sharab ki halat main kalma e haq padh kar qasam khai ka aaj ka baad sharab ko hath bhi nahi lagaoon ga..... lekin ab 9 months baad meri halat bht kharab ho rahi hai mjhe btayeen ka sharab ka nashe main qasam ki kia akhmiyat hai ? Main sharb ko dubara shuru karna chahta hoon warna mar jaoon ga? Plx Reply Fast 
Answer Is Qasam ki koi ahmiyat nahi hai, or sharae lehaza se sahi nahi hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34) Sharab beer or har wo cheez jo mukammal ya juzvi taur per nasha aawar ho (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 166, Pg # , Eidition# 5). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.