Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Kya ye jaiz hai kay shaadi kay mokay par gana bajana kya jay khas tuor par mehndi maeyoon par jo kay amm tuor par hota hai kay sab rishtaydar mil kar yani mehram oar na mehram gana bajana kar tay hain 
Answer Ehtiyaat e wajib k taur per shab e zifaaf(shadi ki pehli raat) ko bhi gana terk kerna chahiay tu dosi rato(maslan mehndi, maeyoo) main kis terah jaiz ho sakta hay. .(Jaded fiqhi masail, maslah #560). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.