Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Apni cousions yani phophi zaad,khala zaad,chacha zaad behno k baalon (hair)or jism k dusre hison per nigah k kya ahkam hain? jab k aisa aik gher main hon to aksar aate jaate nazer per jaati hai. 
Answer Phophi zaad,khala zaad,chacha zaad behnain na-mehram hain.or na-mehram or na-mehram aurton per lazzat k iraday or haram main mubtila honay k khof k baghair chehray or hathoo ko kala’e tak daikha jasakta hay,laikin baaqi jagaho per lazzat k iraday k baghair bhi nigah daalna haram hay. (Tauzee hul masail, maslah#2349,2397). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.