Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam magreeb ki azan kitni dere take de sakte hai 10 mintes take de sakte hai 
Answer Zarori he k azaan aur iqamat, namaz ka waqt daakhil honay k baad kahi jay or maghrib or isha ki namaz ka waqt mukhtaar shaks(jis ko koe majobori nah ho) k liay aadhi raat tak rehta hay is liay jab tak maghrib or ish ki namaz ko os k waqt k andar perhna mumkin ho tu os waqt maghrib say pehlay azaan or iqmat kahi jasakti hay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #723-4, 922). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.