Answer |
Darhi ka moondna aur is ki aujrat lena ehtiyat e wajib ki bina par jaiz nahi hai laikin majboori ho to jaiz hai ya is ka tark zarrar ka sabab banay aur mushaqat bhi aisi k aam tor par osay bardasht na kia ja sakay. Chahay tamaskhur aur ahanat q na ho.(yani koi mazaq hi q na karay) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2042)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |