Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question mera sawal yeh hy ky meri cousin agha khamnae ki taqleed krti han aur wo agha sistani ki taqleed men ana chati han un ka kehna hy ky agha khamnae sy rabta bhi ni hota hy na unki tauzeeh hy is bana par wo kia taqleed change kar sakti han? 
Answer Taqleed karnay ka meyar ye hai k os mujtahid ki taqleed ki jae jo aalam ho yani apnay zamanay k digar mujtahideen ki nisbat ahkam e ilahi ko samajhnay ki behtr salahiat rakhta ho. Is k alawa aap taqleed change kar saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1-12)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.