Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question azan ka massla 
Answer 1)Har mard aur aurat k liay mustahab he k rozana ki 5 wajib namazoo se pehlay azan aur iqamat kahay .or aisa kerna dosri wajib or mustahab namazo k liay mashro nahi(bid’at/haram) hay.laikin eid e fitr or eid e qurban say pehlay jabkeh namaz ko baa jama’at perhain tu mustahab hay keh 3 mertaba “as salaah” kahain. 2)Azan 18 jumlo per mushtamil he aur iqamat 17 jumlo per mushtamil he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 903-906)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.