Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question mutaa kintay age mai aur kisi bhe girl friend se ki jaati hai? agar dono razi hai.. 
Answer 1-Muta e nikah men umar ki koi pabandi nahi hay, Na baligh ka nikah bhi ho sakhta he. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2340). 2-Wo Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335) 3-Na-baligh larki se nikah os k wali(baap ya dada) ki ijazat se sahi hoga laikin jab tak larki ki umar qamri 9 saal nah ho jaey tab tak us k saath jima (hambistari ) karna haram he. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2374). Update on dated 22-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.