Question |
salam. aap ne pehle javab diya ha ke urdu mai qurrane sharif padne valo ko quraan khatm karne ka savab nahi milta, yeh to koi baat nahi hui, agar insaan ko arabi nahi aati aur agar arabic aati bhi hai lekin samaj nahi sakta to us ka padha hua kya matlab rakhta hai jab ke woh samaj hi nahi paya.to aap plz yeh bare mai achha aur sahi javab de |