Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Asalam o Alaekum, mujhey ye sawal puchna hey ke shadi ke waqt jo zewar larki ko in laws ki janib se pinhaya ya sub kay samney diya jata he aya sepration ki surat mey us sey wapis liya jasaqta he jab ke umuman kha jata he ke ye larki ka haq he plz zarur agha kijeye  
Answer Agar aap ko zewar sirif pehennay k liay diay gay thay tu wo aap onki malik nahi hain or zewar dain walay aap say wapas maang saktay hain.laikin agar aap ko tuhfa(gift) diya that tu istemaal k baad aap say wapas nahi maang saktay or aap on zewar ki malik hain. (Ayat Ullah Seestani(d.b),Mujtahid say pochay gay sawalaat, part#2, sawaal#150) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.