Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name yes 
Question mera question yeh hai me ne daarhi rakhne ki neeyat ki thi mgr jobs per darhi rakhna ki ijazat nhi hai or mujhe is surat me kia karna chahye? or agr neeyat toot jati hai to kya kaffara hai iska??  
Answer Ehtiyat e wajib ki bina par darhi mundwana jaiz nahi hai. laikin agar majboori ho to jaiz hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2042)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.