Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Nafas ka gusl kis tarike se kiya jata hai uski kya duwa hai.plz bataye 
Answer Tamaam wajib or mustahab ghusl ka tareeqa aik hi hay.ghusl e nifaas ka bhi tareeqa waisa hi hay jaisa ghusl e juma ya janabat ka ghusl. ghusl main koe bhi dua perhna wajib nahi hay. Ghusl ka tariqa: Sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa(Right) or baad main ulta(Left) hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), tauzee hul masail,maslah#360)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.