Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Quran e pak me jo sajde ate hain un ko ada krne ka tareka bta den jazakAllah  
Answer Ethiat e wajib ye he k quran majeed k wajib sajday me insan apni peshani aisi jigha rakhay jis per sajdah karna sahi ho aur ethiat e mustahab ki bina per badan k doosray aazah zameen par is terha rakhay jis terha namaz k silsilay me bataya gya he. Aur koi zikr nab hi parhay to bhi kafi hai laikin kisi zikr ka parhna mustahab hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 174)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.