Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question aap nay farmaya namaz-e-juma wajib--e-takhiri hai... kiya koi fail takhyiri bhi hota hay isay ahadis ki ro say prof karen... 
Answer Jee haan. islam main kuch amaal aisay bhi hain k jo takhyiri(optional) hain.maslan 1) ramzan k wajib rozay torhnay ka kaffarah main zarori hay k aik ghulaam ko azaad kia jaay ya 2 mahinay k rozay rakhay jain(jin main say shuru k 31 raozay lagataar rakhna zarori hain) ya 60 faqiro ko pait bhar ker khana khilaya jaay ya 60 faqiro main say har aik ko ¾ kilo khana(yani aata, roti waghaira) day. 2)qasam k torhnay ka kaffarah ye hay k aik ghulam azaad karay ya 10 faqiro ko pait bhar k khana khilaay ya unhain kaprhay pehnaay or agar in amaal ko injaam nah day sakta ho tu zarori hay k 3 din musalsal rozay rakhay. .(Ayat Ullah Seestani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#1632, 2633).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.