Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question namaz-e-eid aur juma k baray mian mutadad ahadis rawayat hoi hain k is namaz k parhanay ka haq sir IMAM -E-MASOOM ka ha? aap bataeen is ki rad mian dalil ...  
Answer Namaz e eid aur namaz e juma imam e zamana(a.s) ki maujodgi main wajib hain.or in ka jama’at k saath perhna zarori hay.laikin hamaray zamanay main jab keh imam asr(a.s) ghaibat main hain,tu namaz e eid mustahab hain or jama’at wa furadah(akailay) dono terah perhi jasakti hain) or namaz e juma imam asr(a.s) ghaibat main wajib e takhyiri hay.is say muraad ye hay k juma k din ikhtiyaar hay agar namaz e juma ki shara’it maujood hoon tu juma ki namaz perhay ya zuhar ki namaz perhay. (Ayat Ullah Seestani(d.b), maslah #720,1497). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.