Answer |
1)Ethiat e wajib ki bina per eiaha ki nafila beth kar parhni zurari he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 752)
2) Is namaz me quran ki 100 ayatain parhna mustahib he aur bahtr ye he k is ki pehli rakat me surah al humd k bad surah e waaqia aur dosri rakat me surah e ikhlas parhein aur salam k bad jo dua chahaein parhein. mifathi ul jinnan , hashia, Pg # 120)
|