Answer |
In umoor(kamo) ko ,jo wajib namaz k tashahud main warid nahi hoay hain,is qasd(niyat) say bjalaana keh wo shera(islam) main warid hoay hain,yaani tashahud ka juz(hissa) hain tu is say namaz baatil hojati hay,chahay wo zaa’id umoor bzaat e khud haq or sahi hoon.(Ayatullah Khaamenae(d.b), istifta,sawaal #516). |