Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khoie 
Question salam .mera swal hay k agar koi jazbat main sharae qasam kha lay, k phir ye gunah nhi karounga , aor ab pachta raha ho, aor nafs us ko us gunah karny per magboor kar raha ho,aor wo qasam thorny ka erada kar chuka ho, to us ka kaffara kia aik jaisa hoga , aor usy kia karna chahiey 
Answer Agr sharae qasam se murad wo qasam hai jo sharae qasam ki sari sharton per mushtamil hai to is surat men is ki mukhalifat krne se insane gunahgar hojata hai, lehaza us per wajib hai kaffara de, matlb 10 faqeeron ko khana pet bhar kr khilaye ya phir unhen poshak(libas) pehnaye(ata kre). (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633). Update on dated 31-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.