Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question AOA, mera question yeh hai k , ager koi burha couple ho or us k batay bhi hoon mager wo apney waldain ki zeroorat poori na kertay hon , as example, kaprey na bana k detey hon, to kia zakat k paisoon se hum unhain kaprey day sektay hain ? plz jawab zeroor dian. 
Answer Jeen haan,agar aulaad apnay waaldain k akrajaat ada nah karain tu doosray loog is is k walidain ki zakaat say imdaad kersaktay hain.laikin zakaat jis cheez ki nikaali gae ho,ya tu wo zakaat main dana hogi ya is ki qimat k baraber raqam daini hogi.zakaat ki raqam say kaprhay kareed ker daina ehtiyaat lazim ki bina par jaiz nahi hay.(Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhajus Saliheen Part#1,masla#1127). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.