Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Allah khoobsurat hai or khoobsurat cheezon ko pasand karta hai is hadeeth se muje dari mundwane k bare main btayain? 
Answer Rasool e Akram(s.a.w.w) say manqool hay keh jab Allah nay hazrat Adam(a.s) ki taubah(jo k tark e aula{behtareen kaam ko chorhna ya os par amal nah kerna})qabool fermae tu unho nay sijdah e shukar ada kia or sijday say sar utha ker aasmaan ki taraf dikha or arz kia k Allah maira husun or jamaaal berha day,thurhi dair nah guzri thi keh on k cherah e mubarak per darhi nomodaar hogae.q k is say pehlay on ki darhi nah thi.Adam(a.s) nay arz ki aay Allah!ye kia hay? Wahi e ilahi hoe keh ye qiyamat k din tak tumhari or tumhari aulaad e narinah(muzakkar) ki zinat hay.(Tehzibul Islaam,muallif Allama Muhammad Baqir majlisi(a.h),Pg#182). Fatwa:Ehtiyaat e wajib ki taur par merd k liay darhi mundwana(clean shave) jaiz nahi hay or ehtiyaat e wajib k taur par merd ko ye haq nahi pohanchta keh sirif thorhi(chin) k baal rakhay or baaqi(jabrhay) k mundwaay(Ayat Ullah Seestani(d.b),jaded fiqhi masail, maslah #473)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.