Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani 
Question Aoa. mera question thorha complicated hai. point 1: Nabuwat Afzal ya Imamat Point 2: Answer is Nabuwat. Point 3: if Nabuwat is afzal than Hazrat Moosa A.S is afzal than Hazrat Ali A.S because mostly ahle tashee interpret that Aima A.S are created with the noor so they are supperior than other ambias?  
Answer Wssalam o alykum, Nabowat o Imamat ik uhde ke do naam hain (jesa ke Usool e Kafi main Shaik Kuleni ne in dono ko ik hi baab main bayaan kiya hai), or Allah Taala ne baaz ko baaz per fazilat ata farmaai hai (jesa ke Allah Taala kud Quraan e Majeed main fermata hai or mutaaddad manqola Ahadees o Riwayaat main mojood hai), or Quraan e Majeed se samjha gaya ke hamara (yani ap ka or hamara) in main se baaz ki fazilat o baaz ki mafzoliyat ke bare main behas karna sahi nahi hai.(Ref : Quraan e Majeed , sura # Al-Baqrah , ayat # 253 , 136) , (Ref : usool e kafi , kitaab # Al-Hujjah). Note is ka natija ye hai ke ap ka is bare main jaanne ka  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.