Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salamz kisi ko blackmail ker k galat kaam karane ki kiya saza hia ...? or jise blackmail kiya ja raha hia vo din raat Allah se muafi mangti hia .. use kiya kerna chahiye .. kuch samj nahi ata is crap se kaise nikale..? ik taraf izat or ik taraf iman? iman important hia but duniya mei kuch nahi bache ga us ka ..use kiya kerna chahiye? 
Answer Wssalam o alykum, sura e Yaseen ko ibtida se pharna shuroo karain, jab 1st mubeen tak ponhche to 41 martaba darj zeel ayat phar kar dua maangain (apni hajat ko Allah Qazi ul Hajaat se bayaan karain), phir doosre din phir shuru se Sura e Yaseen ko shuro se pharye yahan tak ke 2nd mubeen tak ponhach jaain to 41 martaba us hi ayat ko phar ka dua maangain jis ko 1st din phara tha, or jab Sura e Yaseen main 7 martaba lafz e mobeen aaya hai to 7 rooz tak ye hi amal karain. 41 martaba pharne wali ayaat : Sura e Al-Hamd (Sura no 1) ayat no 4 is ke baad ye dua pharni hai allah umma an taqziya hajati (or Allah Qazi ul Hajaat se apni hajaat bayaan karain). (Ref : nawaa e Saleheen , pg # 49 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.