Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question 3 talqen aur hilala roju means t 
Answer Ager shohar apni bivi ko talaaq ki tamaam sharait ke sath talaaq de phir iddat main ruju kar le ya iddat ke baad nikah kar le, or phir dubara talaaq dene ke baad iddat main ya iddat ke baad ruju ya nikah kar ke us ko le aae, ab ager wo us ko 3rd talaaq de ga to orat us ke uper haraam ho gaae gi or wo na iddat main ruju kar sakta hai or na hi iddat ke baad nikah kar sakta hai. Lekin ager orat 3rd talaaq ke baad ager kisi balig shaks se nikah e daaemi kare, or wo us ke sath aage wali sharamgaah main jima kare, or phir wo shakhs ya to mar jaae ya us ko talaaq de de to jab orat is dosre shohar ki talaaq ki iddat ya wafaat ki iddat mukammal kare gi to us waqt ye 1st shohar se shadi kar sakti hai. or is amal ko  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.