Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name syst(Ganth) 
Question As salam alaikum,mera sawal ye h ki m kuch saal pehle sote time back m nariyal ke bedding se kata ghus gya tha uske baad se wo kata bhar nhi nikla aur usne ek ghanth bna li jiski wajhase kabhi-2 m dard bhi hota h doctor ne uske operate karne ko bola m operation nhi chahte plz.iska koi solution btaye ya dua karde jisse m ganth bilkul khatam hojaye dusra mujhe neeche motion wali jagha ek ghost ka tukda nikal aya m nhi jante kiya kaha jayega hosakta h wo piles ho par usme khoon ya koi takhleef nhi h par wo bhar hartime nikla rehta h aur bahot bura mehsus hota h.homeopathic doctor ne uska koi illaj nhi hosakta kyuki ek baar gubare ki tarha phool kar jaise latak jata h waise hi ye skin part latak gya h.m bahot ghabraht hote h aur bahot sharam bhi aati h iss wajhase btate hue.plzzz aap mujhe koi illaz ya dua btaye m bahot pareshan hu shukriya 
Answer Sura e Al-Anaam ki ayat no 1 ko subh o sham 7th martaba phar kar hatoo per dam kar ke jisam per hath phere. (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 135). Note is ke pointed ilaaj ke liye Doctor ya Hakeem ki bat per amal karain.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.