Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question some people say that women cannot offer prayer in front of na mehram.is it right or wrong? 
Answer Jee nahi,auratm, merd k saamnay namaz perh sakti hay.laikin ehtiyaat e laazim ki bina per zarori hay k aurat merd say kam az kam itna peechay kharhi ho keh is k sijday kernay ki jagaah sijday ki halat main merd k guthnay rakhnay ki jagaah say aagay nah ho.agar aurat merd k baraber ya aagay kharhi ho or dono aik hi waqt main namaz perhnay lagain tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay namaz ko dobarah perhain or yehi hokum hay agar aik,dosray say pehlay namaz shuru kerdain.(Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#874 & shart#6).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.