Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question Salaam, sir kia ham nafli roza kisi dost ki dawat per zawal ke bad aftar kar saktay hain? 
Answer Jo shaks mustahab roza rakhay tu os per wajib nahi keh osay aakhir tak pohchay or jab chahay tu roza torh sakta, balkeh agar koe momin bhai khanay ki dawat day tu mustahab hay k o ski dawat qabool kerlay or roza iftaar kerlay,momin bhai ki daawat qabool kernay(khana khanay)say agarcha roza baatil hojaay ga laikin ye amal osay rozay k ajr o sawaab say mehroom nahi karay ga.(Ayat Ullah Khamnaie(d.b),taleemul ehkaam taleemul ehkaam,pg#58-61) . 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.