Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question Salaam, kia ham baghair wuzoo ke quraan pak ko choo ya parh saktay hain, or kia napaki ki halat main quran sun saktay hain? 
Answer W.Salam,jee haan baghair wuzu ke quran paak ki jild or haashiya(margin) ko choo or perh saktay hain, laikin baghair wuzu k quran paak ki tehreer (writing) ko choona haram hay or isi terah allah k naam or makhsoos sifaat(qulities) or ehtiyaat e wajib ki bina per ambiyaa(prophets) or imamo k namo ko baghair wuza k choona bhi haram hay.Mazeed ye k halat e janabat(napaki ki halat) main quran sun saktay hain.(Ayat Ullah Khamnaie(d.b),taleemul ehkaam,pg#58-61). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.