Question |
Janb mera taluk aik sunni gharany se hai mgr main ab shia ho aur ghr walo ko mutmain krny k liay hr sawal ka mustanad jawb daina parhta hai plz mery 2 sawalo ka tafseel se jawb dain
1 shia hazrat 1,2,3 ko kiyo nai manty kui mustand waja bataian .
2 shia hazrat hath khol k nimaz kiyo parhty hain.
YA ALI MADAD.
ALLAH AAP KO ABAD RAKHY |