Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question kis ketaab ko quran ka bhai kaha jata hai?  
Answer Ager bhai se muraad Quraan e Majeed ka ham-palla hona hai to Kalaam e Khaliq (Quraan e Majeed) ke ham-pala koi kitaab nahi hai. (Ref : Nehj ul Balaga , Kuttbah # 176 , Allah). Or ager is se muraad ye hai ke koi esa kalaam (kitaab) jo Allah ke kalam se kam-darja, or baqi dosre kalamoo se Aali o buland ho to wo Kalam e Ali bin Abi-Talib hai yani Kitaab e Nehj ul Balaga hai. (Ref : Nehj ul Balaga , mutarajjim # Syed Zeshaan Haider jawadi , topic # khulasa e kalaam , pg # 18 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.