Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Is it permissible to play cards?  
Answer Joay k tamaam alaat(divice) k zarye (jaisay cards{taash}waghaira) khailna haram hay is shart k saath k kisi maal ki shart per khiala jaay balkeh ehtiyaat e wajib ye hay k maal ki shart k baghair bhi joa baazi ko terk kia jaay.her wo khail(game) jo urfi taur per(aam awaam main) joa samjh jaata ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per shart lagaay baghair khialna bhi jaaiz nahi hay.(Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded fiqhi masail, maslah #470, mujtahid say pochay gaay sawalaat,part#4,maslah#205). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.