Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name answer 
Question 1.undershave ka kia tarika ha ya kahan say kahan tak karni chahin or kia ya back say bi karini chahin or aghar karini chahin to kahan sa kahan tak 2.can a girl remove her pubic hair by a rozor ? i heard that girl cannot use blade to remove the genitals area hair... 3. kya aurat apny jasm sy hair ksi raser sy saaf ker skti hy, kya aurat ko ye ijazit deta hy islam? 
Answer Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.