Answer |
Ansaar ul Allah ka Lazfi tarjuma Allah ki madad krnay walay log. Aur quran majeed mai 3 maqamaat par ye lafz istemal hua hai (1)surah Aal e Imran surah # 3 ki ayat # 52, (2,3)Surah Saff surah # 61 ki ayat # 14 mai 2 martaba istemal hua hai. aur in sab mai aik hi mafhoom hai k hazrat eissa a.s nai jab anay hawario sai poucha k Allah ki rah maim era madad gar kon hai to hawarion nai kaha k ham Allah k nasir hain yani madad krnay walay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |