Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question kia khums ko qisto main dy skty hain jb ikhta na dy skty hn.is bat ki kis sy aor kesy ijazzt lija skti hy.plz mery id p reply dain. 
Answer Aap is silsilay main ayaullah sistani(d.b),k vakeel se rabita karain. Aur on k saath is haq ki adaigi ki musaali’hat karain jis k natije me wo cheez aap ki zimadari per aa jaay gi aur phir rafta rafta baghair la perwaahi aur susti k khums ada kartay rahain laikin agar is silsilay me vakeel se musalihat na ki to phir jaiz nahi he k un cheezon ko jis per khums wajib ho chukka ho apne istemaal me la’ain. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 2, ques # 118, pg # 54) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.