Answer |
Zaroori hai k jamat sai namaz parhnay wala shakhs al humd aur surah k alawa namaz ki sab cheezain khud paray yani teesri aur choti rakat k qayam mai muqtadi ko tasbeehat e arba parhni chahae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1442)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |