Answer |
G nahi ye sahi nahi hai ye juma shumar nahi hoga ap k liye behtra ye hai k Ap namaaz e jumma ki jaga namaaz e zuhar ada kijye is liye k jumme ki namaz wajib ikhtiyari hai apko ikhtiyar hai juma namaz ada kre ya zohr ki namaz ada kren.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 720 , ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |