Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera question hy k agr mani k qatray nikal aen or agr hum safar kr rehy hon or nmaz ka time ho kia hum nmaz par skty hain ya gusal krna paray ga or please thora tafseel se jawab de dain shukria  
Answer Agar namaz k waqt k andar andar ghusl ker k namaz perhna mumkin ho tu ghusl ker k namaz waqt k ander perhain or agar ghusl kerna mumkin nah ho tu ghusl e badlay tayam,mum ker k namaz perhi jaay. Or agar mumkin ho tu badan or libaas se mani ko bhi paak kerna zarori hoga. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah#668,835). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.